Hai-Kali-Kali-Ke-Lab-Par-Hindi-Lyrics

Hai Kali Kali Ke Lab Par - Hindi Lyrics
Hai Kali Kali Ke Lab Par, Lala Rukh (1958), Mohammad Rafi - Hindi Lyrics

Song Title: Hai Kali Kali Ki Lab Par
Movie: Lala Rukh (1958)
Singer: Mohammad Rafi
Lyrics: Kaifi Azmi
Music: Khayyam

Hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana
Mere gulsitaan ka sab kuch, tera sirf muskuraana

Ye khule khule se gesu, uthe jaise badliyaan si,
Ye jhuki jhuki nigaahein, gire jaise bijliyaan si
Tere naachte kadam mein hai bahaar ka khazaana
Hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana
Mere gulsitaan ka sab kuch, tera sirf muskuraana
Hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana

Tera jhoomna machalnaa, ye nazar badal badal ke
Mera dil dhadak raha hai, tu lachak sambhal sambhalake

Kaheen ruk na jaaye zaalim isi mod par zamaana
Hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana
tera sirf muskuraana
Hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana
Previous
Next Post »

RiRi-Rihanna-Diljit-Dosanjh-Hindi-Lyrics

RiRi Rihanna - Diljit Dosanjh - Hindi Lyrics Song Title: RiRi Rihanna Lyrics Singer: Diljit Dosanjh Lyrics: Raj Ranjodh Music: Intense M...

Popular Posts