Ek-Do-Teen-Char-Tezaab-Hindi-Lyrics

Ek Do Teen Char - Tezaab - Hindi Lyrics
Ek Do Teen Char - Tezaab (1988), Alka Yagnik - Hindi Lyrics

Song Title: Ek Do Teen Char
Movie: Tezaab (1988)
Singer: Alka Yagnik
Lyrics: Javed Akhtar  
Music: Laxmikant-pyarelal

Ding dong ding, ding dong ding dong ding dong
Ding dong dong, ding dong, ding dong dong dong
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Tera karoon, tera karoon din gin gin ke intezar
Aaja piya aai bahar
Tera karoon din gin gin ke intezar
Aaja piya aai bahar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Chaudah ko tera sandesa aaya
Chaudah ko tera sandesa aaya
Pandrah ko aaoonga yeh kehlaya
Chaudah ko aaya na pandrah ko tu
Tadpa ke mujhko tune kya paya
Solah ko bhi, solah ko bhi solah kiye the singar
Aaja piya aayi bahar
Tera karoon din gin gin ke intezar
Aaja piya aai bahar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Satrah ko samjhi sang chhoot gaya
Atthrah ko dil toot gaya
Ro ro guzara maine sara unnees
Bees ko dil ke tukde hue bees
Phir bhi nahin
Phir bhi nahin dil se gaya tera pyaar
Aaja piya aayi bahar
Tera karoon din gin gin ke intezar
Aaja piya aai bahar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ikkees beeti, baais gayi
Teyis guzari, chaubis gayi
Pachchees chhabees ne mara mujhe
Birha ki chakki mein main pis gayi
Din bas, din bas mahine ke hain aur char
Aaja piya aayi bahar
Tera karoon din gin gin ke intezar
Aaja piya aai bahar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Din bane hafte re hafte mahine
Mahine ban gaye saal
Aake zara tu dekh to le
Kya hua hai mera haal
Deewani dar-dar main phirti hoon
Main jeeti hoon na main marti hoon
Tanhai ki raatein sehati hoon
Aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja ke din ginti rehati hoon
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Tera karoon din gin gin ke intezar
Aaja piya aai bahar
Tera karoon din gin gin ke intezar
Aaja piya aai bahar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Previous
Next Post »

RiRi-Rihanna-Diljit-Dosanjh-Hindi-Lyrics

RiRi Rihanna - Diljit Dosanjh - Hindi Lyrics Song Title: RiRi Rihanna Lyrics Singer: Diljit Dosanjh Lyrics: Raj Ranjodh Music: Intense M...

Popular Posts