Hai Agar Dushman - Hindi Lyrics
Song Title: Hai Agar Dushman
Movie: Hum Kisi Se Kam Nahin (1977)
Singer: Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music: R.D.Burman
Hai Agar Dushman
Hai Agar Dushman (Dushman)
Zamana Ghum nahi, Ghum nahi
Hai Agar Dushman (Dushman)
Zamana Ghum Nahi, Ghum Nahi
Koi Aaye, Koi Aaye, Koi Aaye, Koi Aaye, koi
Hum Kisise Kum Nahi, Kum Nahi
Hai Agar Dushman (Dushman)
Zamana Ghum Nahi, Ghum Nahi
(Koi Aaye, koi... Hum kisise kum nahin, kum nahin)
Hai Agar Dushman
(Dushman Zamana Ghum Nahi, Ghum Nahi
Hai Agar Dushman Dushman)
Kya Kare Dil Ki Jalan Ko
Is Mohabbat Ke Chalan Ko
Jo Bhi Ho Jaaye Ke Ab To
Sarf Bandha Hai Kafan Ko
Hum To Deewane Diljale
Zulm Ke Saaye Mein Paley
Daal Kar Aankhon Ko
Tere Rukhsaron Pe
Roz Hi Chalte Hain
Hum To Angaaron Pe
Aa aa aa aa aa aa aa...
Aaj Hum Jaise Jigarwale Kahan (Aha...)
Zakhm Khaya Hai Tab Huye Hain Jawaan (Aha...)
Teer Ban Jaaye Doston Ki Nazar (Aha...)
Ya Bane Khanjar Dushmano Ki Zubaan (Aha...)
Baithe Hain Tere Dar Pe To Kuch Karke Uthenge
Ya Tujhko Hee Le Jayenge Ya Marke Uthenge
Aaj Hum Jaise Jigarwale Kahan
Zakhm Khaya Hai Tab Huye Hain Jawaan
Aa aa aa aa aa aa aa...
Aaj To Duniya
Aaj To Duniya (Duniya)
Nahi Ya Hum Nahi, Hum Nahi
Koi Aaye, Koi
Hum Kisise Kum Nahi, Kum Nahi
Hai Agar Dushman Dushman
Zamana Ghum Nahi, Ghum Nahi
Hai Agar Dushman Dushman
Ho Lo Zara Apni Khabar Bhi
Ek Nazar Dekho Idhar Bhi
Husn Wale Hee Nahi Hum
Dil Bhi Rakhte Hain, Jigar Bhi
Jhoom Ke Rakha Jo Kadam
Reh Gayi Zanjeer-e-Sitam
Kaise Ruk Jayenge
Hum Kisi Chilman Se
Zulfon Ko Bandha Hai
Yaar Ke Daaman Se
Aha ha aa aa aa aa aa
Ishq Jab Duniya Ka Nishana Bana (Aha...)
Husn Bhi Ghabra Ke Deewana Bana (Aha...)
Mil Gaye Rangeen Aankhon Ne Jigar (Aha...)
Tab Kahin Rangeen Yeh Fasana Bana (Aha...)
Bhes Majnu Ka Liya Maine Jo Laila Hokar
Rang Laaya Hai Dupatta Mere Maila Hokar
Ishq Jab Duniya Ka Nishana Bana
Husn Bhi Ghabra Ke Deewana Bana
Aha ha aa aa aa aa aa aa
Yeh Nahi Samjho
Yeh Nahin Samjho (Samjho)
Ke Hum Mein Dum Nahi, Dum Nahi
Koi Aaye...
Aa aa aa aa
Koi Aaye, Koi Aaye, Koi Aaye, Koi
Hum Kisise Kum Nahi, Kum Nahi
Hai Agar Dushman (Dushman)
Zamana Ghum Nahi, Ghum Nahi
Hai Agar Dushman (Dushman)
ConversionConversion EmoticonEmoticon